मिरी वफ़ाओं का नश्शा उतारने वाला
कहाँ गया मुझे हँस हँस के हारने वाला
हमारी जान गई जाए देखना ये है
कहीं नज़र में न आ जाए मारने वाला
बस एक प्यार की बाज़ी है बे-ग़रज़ बाज़ी
न कोई जीतने वाला न कोई हारने वाला
भरे मकाँ का भी अपना नशा है क्या जाने
शराब-ख़ाने में रातें गुज़ारने वाला
मैं उस का दिन भी ज़माने में बाँट कर रख दूँ
वो मेरी रातों को छुप कर गुज़ारने वाला
'वसीम' हम भी बिखरने का हौसला करते
हमें भी होता जो कोई सँवारने वाला।
– Waseem Barelvi - वसीम बरेलवी
(इन इंग्लिश)
(इन इंग्लिश)
Miri wafaon ka nassha utaarane wala
Kahan gaya mujhe hans hans ke haarane wala
Humaari jaan chali jaye dekhna ye hai
Kahin nazar mein na aa jaye maarane wala
Bas ek pyaar ki baazi mein be-garaz baazi hai
Na koi jeet wala na koi haarane wala
Bhare makaan ka bhi apna nasha hai kya jaane
sharaab-khaane mein raatein guzaarane wala
Main us ka din bhi zamaane mein baant kar rakh doon
Wo meri raaton ko chhup kar guzaarane wala
'Waseem' hum bhi bikharne ka hausala karte hain
Humein bhi hota jo koi sanwarne wala.
– Waseem Barelvi - वसीम बरेलवी
No comments:
Post a Comment